Posted by Mustafa Abbas on October 14, 2014 | Views: 946 | Ratings: 618
Moula Ali (as) ke Fadail by a sunni moulana
Ghadir Khum Urdu- 1
Ghadir urdu -2
Saji hai bazme mawadat Urdu ashar
B A D R
Mein Aaya Tau
Fateh Badar Kehlaya,
O H A D
Mein Aaya Tau
Nasir-e-Rasool Kehlaya,
K. H Y B A R
Mein Aaya Tau
Shahe-La-fatah Kehlaya
K H A N D A Q
Mein Aaya Tau
Kull-e-Emaan Kehlaya,
M U B A H I L A
Mein Gaya Tau
Nafs-e-Rasool Kehlaya,
TATHEER Ki CHADAR
Mein Aaya Tau
Warise-Tatheer Kehlaya,
Q. U. R. A. N
Parha Tau
NUQTA -E-BISMILLAH
Kehlaya
M. E. H. R. A. B
Mein Aaya Tau
IMAM-e-DO-JAHAN
Kehlaya,
B. U. T. O. N
Ko Bahir Nikala Tau.
BUTSHIKAN
Kehlya,
AANKH Kholi Tau
AINULLAH
Kehlaya,
HATH Uthaya Tau
YADULLAH
Kehlaya
CHEHRA Dikhaya Tau.
WAJHULLAH
Kehlaya,
GUFTUGU Ki Tau
LISANULLAH
Kehlaya,
T A K H T
Par Aaya Tau
AMIR-UL-MUMINEEN
Kehlaya,
T A K H T
Thukra Kar
Khak Par Baitha Tau
ABU TURAB
Kehlaya,
EID E GADIR MUBARAK